Ae Dil Hai Mushkil

দেখা হয়েছে: 0

Bangla Lyrics

Ae dil hai mushkil jeena yahan
Zara hatke zara bachke
Yeh hai bombay meri jaan

Haa haa hoo hoo hii haa haa
Hmm hmm hmmm hmmmm

Ae dil hai mushkil jeena yahan
Zara hatke zara bachke
Yeh hai bombay meri jaan

Kahin building..kahin traame
Kahin motor…kahin mill
Milta hai yahan sab kuch
Ek milta nahi dil (x2)

Insaan ka nahi kahin naamonishaan
Zara hatke zara bachke
Yeh hai bombay meri jaan

Aye dil mushkil jeena yahan
Zara hatke zara bachke
Yeh hai bombay meri jaan

Kahin satta…kahin patta
Kahin chori..kahin race
Kahin daaka…kahin faaka
Kahin thokar…kahin thess (x2)

Bekaro ke hai kayi kaam yahan
Zara hatke zara bachke
Yeh hai bombay meri jaan

Ai dil hai mushkil jeena yahan
Zara hatke zara bachke
Yeh hai bombay meri jaan

Beghar ko awara yahan kehte hass-hass
Khud kaate gale sabke kahe isko business (x2)

Ek cheez ke hai kayi naam yahan
Zara hatke zara bachke
Yeh hai bombay meri jaan

Ae dil hai mushkil jeena yahan
Zara hatke zara bachke
Yeh hai bombay meri jaan

Bura duniya ko hai kehta
Aisa bhola to na bann
Jo hai karta wo hai bharta
Hai yahan ka yeh chalan (x2)

Dadagiri nahi chalne ki yahan
Yeh hai bombay…yeh hai bombay
Yeh hai bombay meri jaan

Ai dil hai mushkil jeena yahan
Zara hatke zara bachke
Yeh hai bombay meri jaan

Aye dil hai aasaan jeena yahan
Suno mister suno bandhu
Yeh hai bombay meri jaan

Aye dil hai mushkil jeena yahan
Zara hatke zara bachke
Yeh hai bombay meri jaan